Category Archives: Bollywood

Explore Trending Bollywood hits back to back featuring Badshah, Guru Randhawa, Arijit Singh, Mohit Chauhan, Jubin Nautiyal & many more. Our algorithm automatically provides quality content to explore. CatchItFirst!

Driving Slow – Badshah

#Badshah is back with another Super Hit.
“I’m driving slow, I’m driving slow
Dheere meri gaadi, I’m driving slow
Dheere meri gaadi, I’m driving slow”

Einstein…

I’m driving slow..
Gaadi mein beamer 640 mein
Panchkula se Chandigarh
Chandigarh se Mohali mein

Haal hi mein..
Bollywood se phone kafi aane lage
Par tera bhai chill kar raha Manali mein

Gaadi slow.. phir bhi pahochun wahan
Main jahan tum kabhi bhi pahonch na sako
Gaali do.. mujhse jalne walon lekin
Meri kamyabi se jo khush.. taali do

Mujhse jalne wale jal jal ke kaale ho gaye
Mujhpe marti unki behne
Woh mere saale ho gaye

Woh bolte hain maine kar diya
Mila khali glass maine bhar diya
Jinko bhi mujhpe doubt tha
Maine sabka muh band kar diya
Mummy papa ko leke naya ghar diya
Apna bank account maine bhar diya
Iss saal mujhse jalne walon ke liye
Kaafi zyada thandi hone wali hain ye sardiyan

Yeah! Woh kaampenge, woh kaampenge
Yeah! Sab apna rasta naapenge, woh naapenge

Oo…

(I’m driving slow, I’m driving slow
Dheere meri gaadi, I’m driving slow
Dheere meri gaadi, I’m driving slow)

Jabse main hone laga famous
Mujhse jalne walon ki jalne lagi anus
Unhe lagta tha unhone mujhe padh liya
Lekin maine change kar diya syllabus

Bebas bechare mujhse karein
Jaise mere liye khush hain
Mujhko pata hai inki sachayi
Inki baatein badi badi
Lekin kaam inka fuss hai

Bas hawa rap ko hai laggi bimari
Badshah hai dawa
Bante hain shaane
Toh main bhi hoon dedh shaana
Bante hain ser toh main hoon sawa..

Har baat mein aage
Har baat mein behtar
Iss saal teri lunga mein kehkar

Mujhse jalne wale jal jal ke kaale ho gaye
Mujhpe marti unki behne
Woh mere saale ho gaye

(Gaadi meri 20 se 30 ki speed ke beech mein
Gaadi mein chill karun
Jaise baitha hoon main beach pe)

(You don’t know, you don’t know
You don’t know…) (x2)

#DontLetHerGo – Swachh Bharat Latest Ad

All Indians worship Lakshmi ‘Goddess of Wealth’ & there is a saying that Goddess of Wealth resides only in places which are clean.

Everyone in India loves wealth but no one realizes that keeping India clean is also each & every citizen’s responsibility. Latest ad for #SwachhBharat campaign is a fantastic video exposing this sattire & is an eye opener for a lot of people who love littering.

Kaala Chashma – Baar Baar Dekho

Tenu kaala chashma jach da ae
Jachda ae gore mukhde te
Tenu kaala chashma jach da ae
Jachda eh gore mukhde te

Bollywood Party Mix 101

Share your comments. Like & Share with your friends!
Register to remove ads & Download our app for more exclusive updates! iOS  Android |


More Bollywood Hits:
Aankhon Ko Teri Aadat Hai – Sau Aasmaan | Katrina Kaif
Jalebi Baby Meaning – Baby Let Me See It | Tesher | Lyrics (sözleri)
Teri Zulfon Ki Ye Nami – Kasoor | Prateek Kuhad
Dilbar – Nora Fatehi | Satyameva Jayate | John Abraham
Jehda Nasha – Nora Fatehi | Ayushmaan Khurana
Wo Noor – AP Dhillon
Teri Meri Gallan Hogi Mashhur Song Meaning English | Lyrics
Teri Zulfon Ki Ye Nami – Kasoor | Prateek Kuhad
Mai Ta Viah Karwauna Tere Naal – Neha Kakkar
Maan Meri Jaan – Kings

Kaala Chashma Lyrics English – Katrina Kaif | Baar Baar Dekho Mp3 Song

Found mistakes ? Please comment below. We will correct it within 24hrs. Like & Share with friends. Thank You!

Tere na diyan dhooman pe gaiyan
You’re the talk of the town
Tu Chandigarh toh aayi ni
As you’ve come from Chandigarh
Tenu dekh ke hoke bharde ne
After looking at you
Khade chowkan vich sipahi ni
The cops standing at the crossroads are sighing
Thoddi te kala til kudiye
The mole on your chin, hey beautiful
Thoddi te kala til kudiye
The mole on your chin, hey beautiful
Jyon daag ae chand de tukde te
Is like a spot on the moon
Tenu kaala chashma
Black sunglasses on you
Tenu kala chashma
Black sunglasses on you
Tenu kaala chashma jachda ae
Black sunglasses look good on you
Jachda ae gore mukhde te
It suits on your fair face
Tenu kala chashma jachda ae
Black sunglasses look good on you
Jachda ae gore mukhde te
It suits on your fair face
Sadkon pe chale jab
When you walk on the road
Ladkon ke dilon mein tu aag laga de baby, fire
You start a fire in the heart of the guys
Nakli se nakhre tu kare
You throw false tantrums when you see us
Jab dekhe humein, jhooti liar
You’re a big liar
Kala kala chashma jachta tere mukhde pe
Black sunglasses look good on your face
Jaise kala til jachta hai tere chin pe
Just like the black mole on your chin suits you
Apni adaaon se zyada nahi toh
With your style, if not many
Dus barah ladke toh maar hi deti hogi tu din mein
Then atleast you must be killing 10 to 12 guys a day
Tujh jaise chatees phirte hai
36 guys like you roam around me
Meri wargi aur na honi ve
There is no one else like me
Wargi aur na honi ve
There is no one else like me
Wargi aur na honi ve
There is no one else like me
Tu munda bilkul desi hai
You’re a typical Indian guy
Main Katrina toh sohni ve
And I’m more beautiful than Katrina
Haaye main fed up ho gayi o mundeya
Oh my boy, I’m fed up of
Haaye main fed up ho gayi o mundeya
Oh my boy, I’m fed up of
Sun sunke tere dukhde ve
Listening to your complaints
Mainu kala chashma
Black sunglasses on me
Ho mainu kala kala kala kala kala
Black colour on me
Ho mainu kala chashma jachda ae
Black sunglasses look good on me
Jachda ae gore mukhde te
It suits my fair face
Mainu kala chashma jachda ae
Black sunglasses look good on me
Jachda hai gore mukhde te
It suits my fair face
Jachda hai gore mukhde te
It suits my fair face
Sadkon pe chale jab
When you walk on the road
Ladkon ke dilon mein tu aag laga de baby, fire
You start a fire in the heart of the guys
Oh mainu, oh mainu
On me, on me
Nakli se nakhre tu kare
You throw false tantrums when you see us
Jab dekhe humein, jhooti liar
You’re a big liar
Ho mainu kala chashma
Black sunglasses on me
Ho mainu kala kala chashma
Black sunglasses on me
Aye kala chashma
Hey black sunglasses
O kala kala kala kala kala oye
Hey black colour
Hey … hey
Hey … hey
Kala chashma jachda ae
Black sunglasses look good on you
Jachda ae gore mukhde te
It suits on your fair face
Tenu kala chashma jachda ae
Black sunglasses look good on you
Jachda ae gore mukhde te
It suits on your fair face
Mainu kala chashma jachda ae
Black sunglasses look good on me
Jachda ae gore mukhde te
It suits my fair face
Kala chashma jachda ae
Black sunglasses look good on me
Jachda ae gore mukhde te
It suits my fair face

First Crush | CatchItFirst

Tere Sang Yaara – Atif Aslam

#AtifAslam fans this new song is a treat for you.. Use the Like button to vote for this song..
“O tere sang yaara
Khush rang bahara
Main behta musafir
Tu thehra kinara”

Tere sang yara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara.

O karam Khudaya hai
Tujhe mujhse milaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai.

O tere sang yaara…
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara

O tere sang yaara
Khush rang bahara
Main tera ho jaaun
Jo tu karde ishara

Kahin kisi bhi gali mein jaaun main
Teri khushboo se takraaun main
Har raat jo aata hai mujhe
Woh khwaab tu…

Tera mera milna dastoor hai
Tere hone se mujhme noor hai
Main hoon soona sa ek aasmaan
Mehtaab tu…

O karam Khudaya hai
Tujhe maine jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai

O tere sang yara
Khushrang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara.

O tere sang yara
Khushrang bahara
Tere bin ab toh
Na jeena ganwara.

Maine chhode hain baaki saare raste
Bas aaya hoon tere paas re
Meri aankhon mein tera naam hai
Pehchaan le…

Sab kuch mere liye tere baad hai
Sau baaton ki ik baat hai
Main na jaunga kabhi tujhe chhod ke
Ye jaan le

O karam Khudaya hai
Tera pyar jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai.

O tere sang yaara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara.

O tere sang yaara
Khush rang bahara
Main behta musafir
Tu thehra kinara.

Qatl-E-Aam 2.0 Unplugged – Sona Mohapatra

This is a must watch for fans of modern classical music, beautifully sung by Sona Mahapatra from the movie Raman Raghav 2.0
“Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai”

Lyrics:
Hai ganimat dil yeh patthar
Ho chuka tamaam hai
Hai ganimat dil yeh patthar
Ho chuka tamaam hai

Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai

Chhod ke saari sharam ko
Shaam ki chaukhat pare
Chhod ke saari sharam ko
Shaam ki chaukhat pare

Aaiye aa jaaiye..
Yeh raat ik hamaam hai
Aaiye aa jaaiye..
Yeh raat ik hamaam hai

Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai

Haan..
Sab sunaate hain ki humne
Haq hi kyun tumko diya.
Sab sunaate hain ki humne
Haq hi kyun tumko diya.

Jaan-e-jaan khud hi bataaye
Jaan-e-jaan khud hi bataaye
Yeh koi ilzaam hai

Aapki aankhon mein warna,
Aaj qatl-e-aam hai.
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai

Hai sarafa dil ka
aur ye waqt bauni ka huaa
Hai sarafa dil ka
aur ye waqt bauni ka huaa

Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai
Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai

Mujhko Barsaat Bana Lo – ARMAAN MALIK

How many likes for this beautiful love ballad from the movie #Junooniyat?
“Mujhko barsaat bana lo,
Ek lambi raat bana lo,
Apne jazbaat bana lo jaana.
Mujhko alfaaz bana lo,
Dil ki aawaaz bana lo,
Gehra sa raaz bana lo jaana.”

Lyrics:
Mujhko barsaat bana lo,
Ek lambi raat bana lo,
Apne jazbaat bana lo jaana.

Mujhko alfaaz bana lo,
Dil ki aawaaz bana lo,
Gehra sa raaz bana lo jaana.

Nasha hoon main behakne do,
Mere qaatil mujhe jeene ka haq toh do.

Mujhko barsaat bana lo,
Ek lambi raat bana lo,
Apne jazbaat bana lo jaana…

Mujhe apne sirhaane pe,
Thodi si jagah de do.
Mujhe neend na aane ki,
Koi toh wajah de do. (x2)

Hawa hoon main lipatne do,
Mere kaatil, mujhe jeene ka haq toh do.

Mujhko barsat banalo,
Ek lambi raat bana lo,
Apne jazbaat bana lo jaana…

Tere sang guzar jaaye,
Yeh umar jo baaki hai.
Hans do na zara khul ke,
Kaahe ki udaasi hai. (x2)

Subah hoon main aane do.
Mere kaatil, mujhe jeene ka haq toh do.

Mujhko barsaat bana lo.
Ek lambi raat bana lo.
Apne jazbaat bana lo jaana. (x2)

Sab Tera – Baaghi

Amaal Malik seems to be having a great start to 2016 superb back to back hits for movie Baaghi & Azhar..
“Main toh tere rang mein
Rang chuka hoon
Bas tera ban chuka hoon
Mera mujhme kuch nahi sab tera ”

Lyrics:
Na jiya zindagi ek pal bhi
Tujhse hoke judaa sun zara
Bin tere mujhse naaraaz tha dil
Tu mila hai toh hai keh raha

Main toh tere rang mein
Rang chuka hoon
Bas tera ban chuka hoon
Mera mujhme kuch nahi sab tera

Main toh tere dhang mein
Dhal chuki hoon
Bas teri ban chuki hoon
Mera mujhme kuch nahi
Sab tera, sab tera..
Sab tera, sab tera..

Phir dil ke raaston pe
Teri aahat jo hui
Har dhadkan jashan mein hai
Yeh inaayat jo hui (x2)

Main toh tujhe milke jee uthi hoon
Teri dhadkan mein chhupi hoon
Mera mujhme kuch nahin
Sab tera, sab tera..
Sab tera, sab tera..

Hey… ha…

Jis pal tu saath mere
Uss pal mein zindagi hai
Tujhe paake paaya sab kuch
Koi khwahish ab nahi hai (x2)

Mmm.. main toh bas tujhse hi bana hoon
Tere bin main bewajah hoon
Mera mujhe kuch bhi nahi
Sab tera, sab tera..
Sab tera, sab tera..

Mera Mann – Laal Rang

Superb song from movie Laal Rang.. make sure you dont miss it.. If you are passionate about Love you will surely be amazed.. This melodious song has been sung by Kashif Ali & Shiraz Uppal

Bollywood Hits 101 | CatchItFirst

Download our app for more exclusive updates!

Mera Mann Lal Rang Mp3 Song Lyrics

Tere siwa main sochun toh kya
Tu hi bata
Tu na miley toh maangu main kya
Meri tu hi dua.. Tu hi dua

Tujhme laga hai mera mann mera mann
Tera hi nasha hai dhadkan dhadkan (x2)

Tujhme laga hai mera man mera mann
Tujhme laga hai mera man

Tujhme laga hai mera mann mera mann
Tera hi nasha hai dhadkan dhadkan (x2)

Pyaar tera hi meri hai panah
Door rahun tujhse toh hai gunah

Barson se aadat hai teri
Har pal har shab har din
Tuhi ibadat hai meri
Na koi bhi kahi tere bin

Tujhme laga hai mera mann mera mann
Tera hi nasha hai dhadkan dhadkan (x2)

Tujhme laga hai mera man mera mann
Tujhme laga hai mera man

Tujhme laga hai mera mann mera mann
Tera hi nasha hai dhadkan dhadkan (x2)

Na haal se mere anjaal hai
Mujhpe nazar ho ton ehsal hai

Tu door bhi hai paas bhi tujhme
Hi rahun main magan
Teri talab hai aas bhi
Yahin zid hai yahin hai lagan

Tujhmein laga hai mera mann mera mann
Tera hi nasha hai dhadkan dhadkan (x2)

Tujhme laga hai mera man mera mann
Tujhme laga hai mera man

Tujhme laga hai mera mann mera mann
Tera hi nasha hai dhadkan dhadkan (x2)

SUPERMAN – ZORAWAR |Yo Yo Honey Singh

Honey Singh is a Superman when it comes to superhit party popping songs.. Check out his latest song from movie Zorawar

Lyrics:
Dil di kitaab utte
Naa likh baitha tera
Tu vekhi naa na karin.. (x2)

Saari umar bhaven laareya ‘ch rakh mainu
Kise nu haan naa kari

I just wanna tell
Tune lutt leya mera chain
So let me be your man baby
‘Cause I’m a Superman

Superman!
I’m a Superman!
Baby I’m a Superman!
Baby I’m a Superman!

Dil di kitaab utte
Naa likh baitha tera
Tu vekhi naa na karin

Munde tere pichhe tainu saari aa khabar
Saara teri chadhdi jawani da asar (x2)

Aine chiran ton
You know baby you know I’ve been trying
Kyun nakhre vikhaundi ae
Mere warga tainu labhna ni heeriye
Kyu mainu tadfaundi ae

I just wanna tell
Tune lutt leya mera chain
So let me be your man baby
‘Cause I’m a Superman

Superman!
I’m a Superman!
Baby I’m a Superman!
Baby I’m a Superman!

Oo damn look, how you behave
Tujhko bata doon baby, its not safe (x2)

Tere pichhe main kise nu vi suli chaad doon
Kade vi aazma lavi
Main Superman hu
Saari umar bhaven laareya ‘ch rakh mainu
Kise nu haan naa kari

I just wanna tell
Tune lutt leya mera chain
So let me be your man baby
‘Cause I’m a Superman

Superman!
I’m a Superman!
Baby I’m a Superman!
Baby I’m a Superman!

Itni Si Baat Hain – AZHAR

Another soothing melody from Arijit Singh from the movie Azhar featuring Emraan Hashmi & Prachi Desai. There pairing reminds us of the previous romantic hit ‘Pee Loon’

Lyrics:
Tere dar pe aake tham gaye
Naina namaazi bann gaye
Ek dooje mein yun dhal ke
Aashiqana aayat ban gaye Main aur Tum

Kaisi dil lagaai kar gaye
Rooh ki rubaai bann gaye
Khaali khaali dono thhe jo
Thoda sa dono bhar gaye Main aur Tum

Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai

Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai..

Lage na yeh dhoop zaroori
Lage na yeh chaanv zaroori
Milte hain ishq zameen par
Ab do hi naam zaroori Main aur Tum

Apna khuda bhi hoga
Apna hi Rab le lenge
Khud ki bana ke duniya
Ye zindagi jee lenge Main aur Tum

Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai..

Ek tum, ek main, teeja maangu kya khuda se
Dil doon, jaan doon, kya doon itna bata de
Tera mera rishta hai saanson se bhi naazuk

Tum sa, hum sa, koi duja na hoga na hua re
Do dil sa ik seene mein hai jaise Main aur Tum
Ab dono hum ik jeene mein hain jaise Main aur Tum

Jaan se zyada chaha tumko piya re
Harpal, hardum, humdum tumko jiya re

Aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai

Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai..